__________________________ NA JAANE KYON - BANDISH __________________________ dil mein lekey ,laakh tamanaein jab koi bassaein sapney who sapney choor-choor hon jayein jab muuh pher lein apney (sarangi solo) kachey rishtey ,kachey naatey rabba kyun ,kyun yeh log banatey ek raah pey chaltey –chaltey kyun alag hon jayein ek hi manzil pey jaana hain sabney jo dena khuda ney,wahin pana hain sabney kyun alag sapney sajatey milkey kyun nahi reh paatey naa Jaaney kyun naa Jaaney kyun kachey rishtey ,kachey naatey rabba kyun ,kyun yeh log banatey ek raah pey chaltey –chaltey kyun alag hon jayein (women part ) kya socha tha ,kya ho jaye rabba teriyan ,tu hi Jaaney kisko apna kahein jahan mein yahan sabhi log paraye (violin solo) naa Jaaney kyun aaye dil mein daraar yeh pal mein bhool jayein ,dosti ka pyar yeh …2 dil ko phirtey jalatey hain khud nahin bhool paatey hain naa Jaaney kyun ..naa Jaaney kyun kachey rishtey …………. chorus naa Jaaney kyun….4