___________________________ DIL KI DEEWARE - BANDISH ___________________________ Dil ki in deewaron pey dekhon Har taraf tera nishan hai Teri saansein , aawaz teri Tu hi meri pehchaan hai Jaan lo, meri jaan Thaam lo, mera haath In haseen ,nazaaron mein dekho Har taraf, teri fiza hai Chand aur sitaron se puchon Tujhsey hi, roshan jahan hai Jaan lo, meri jaan Thaam lo, mera haath Verse 1 Thodha sa chalna Thodha machalna Thodha sambhalna, mujhey Thoda sa badhna Thodha parakhna Thodha samajhna, tujhey Chaah key bhi, kah naa sakun .(tujhey) Pas sey , chuu naa sakun Bettabi mein phir bhi hai,,, naasha Sochti hun mein kuch kahun ,par kahun toh kya kahun Dil mein toh aarzu lagta hai darr, naa Jaaney kyun dil merey ,tu bata dil merey,yun naa sataa Verse 2 Mausam haseen hai Hum bhi yaheen hai Jaayen kahin naa pighal Thodhe sey tum ho Thodhe se hum hai Thodey se hin hai yeh pal Lamha – lamha beet raha ( meri) Jaltey rahey yeh shama Kah do mujhsey, Ho naa jayen yeh pal bhi…….dhuaan Teri maasoom ankhon se hi toh Har taraf ,jaadu samaa hain Bridge: Dooriyan dilon ki , seh naa sakunga Pas hoke duur , reh naa sakunga Tu hi pyaar, tu hi naasha hai Terey bin jina, hai ek sazza Lalalallaaa………… Dil ki in deewaron pey dekhon………………..